Sunday, December 7, 2008

ये बात बड़ी कॉमन सी लगती है

azi ॥ phle padhte the ya nhi ..ye to pta nhi..
college me aakar to kabhi padhe nhi ..
ab jab mere 5th sem ke exams khatam ho gaye hai ॥
ye baat badi coomon si lagti hai॥ ki ॥main ya ye khau ,,humme se khuch (five point someones),,har baar ,,her exam ke baad (khas taur se jab koi exam achha khasa bekar ho jaata hai ) yahi baat sochte hai ki ॥agali baar thik se padhange । agali baar exams aane do thik tahrah se padhkar denge ॥
Lekin hota kya hai ॥main aur aap ,,sab jaante hai ,, vahi masti katna ,, vahi thadi aur saras par muttergasti ,, vahi orkut par ladkiya tapna ,,aur GT par bhi ॥ vahi class me ROZ late pahuchana ॥class me full par sona ..teacher ko kosna ..phir exmas bigadkar ye kahna ki hai Rahul (topper)paper to hum bhi top kar sakte the । chalo tumhe mauka diya । lekin agali baar ,, haan agali baar hum bhi padhenge .. aur dekhte hi dekhte sem par sem khatm bus uhi bitate chale jaate hai..
और इतिहास अपने आप को दोहराता है .